Sunday, 31 July 2011

Rukhsat hua to baat meri maan ker gaya

rukhsat hua to baat meri maan ker gaya apnay tamam dard mere naam ker gaya bichra kuch iss adaa say k rut hi badal gai ik shakhs saray sheher ko veraan ker gaya dilchasp waqia hai k kal ik aziz dost apnay mufaad per mujhay qurban ker gaya kitni sudher gai hai judai main zindagi haan wo jafa say mujh per ehsaan ker gaya wo jo baat baat per kehta tha mujh ko ”jaan” wo shakhs aakhir mujhay ”bay jaan” ker gaya

No comments:

Post a Comment